Friday, August 14, 2009

wake up

Mere Pyare Doston ,

Kya tumhe lagata hai ki humara desh azad hua to ahca hua . par mujhe nahi lagt ahai dosto hum aaj bhi wahin hain jo azadai se phele the .bas fark itna hua hai ki pehle videshi raaj karte thhe or aaj humare desh me humare hi politician raa j karte hain. kya hua aazadi milke kya hum aaj bhi surakshit hai apne hi desh me, kya tumhe nahi lagta ki agar hum aaj bhi gulam hote to jyada surakshit hote ...
dosto aaj bhi hum wahin hain jahan thhe, itne logon ne desh ke liye apna sab kuch luta diya, humare bahut se sanikon ne is desh ki raksha ke liye jaan tak luta di , par mila kya ......agar humare desh ke neta thik hote to aaj ye aatankvaad khatam ho chuka hota , wo chahte hi nahi hain ki aisa ho ...
kyonki agar aatankwaad khatam ho jayega to elcetion pe kaun sa mudda uthayenge wo .....unhi ke wajah se aaj hum apne hi desh me chun chun ke maare jate hain ....
kyon mili hume aazadi ? kya badala aazadi ke baad ?? kya hum itne kamjor ho gaye hain ki sab kuch jante hue bhi hum pakistan ke sath haath mila rahe hain .....wo ek baar nahi 100 baar humla karega humare desh me ..... jab hume sab kuch maloom hai ki kaun jimmedar in sab ke liye to humare hi neta kyon unse haath mila rahe hain....

kya aap nahi chahte ki hum apne hi desh me sukun ki jindagi jiyen , kahin bhi bina daar bina bhay ke ghum saken , ab to ye haal ki hum agar ghar se niklte hain to lagta hai ki agle hi mod pe koi bomb blast na ho jaye ,,,,
kyon hum itna jhukte hain unke samne kab tak jhukenge hum ,, wo hum pe hamle pe hamle karte hain or hum hain ki chup chap in sab haadshon me comment karte hain ,,,
kyon hum log ek jut nahi hain. kyon hum log unka samna nahi karte ......
aatank felane wala desh kaun sa hai ye aap sab jante hain phir kyon hum us pe action nahi le rahe hain..
hum kab tak naram rahenge . dosto agar yahi haal raha is desh ka to phir ek baar ye desh gulam banega..
jab wo humare desh ke sipahi pakd lete hain to unhe sidhe goli maar dete hain ya phir kahin apne jhelon me gum kar dete hain unhe,,,
or ek hum hain ki agar koi aatankwadi pakad lete hain to us par case karte hain ......wo jo na jane kitno ki jaan lene ka doshi hai use hum case ladne dete hain ..phir ek din wo choot jayega ,,,,,,
hum kyon unhe bich chorahe me goli nahi marte ...kya aapko ye sahi lagt ahai ki wo hume marte jayen or hum unhe pakadne ke baad apne hi desh me case ladne ko den.....
aapko nahi lagt aki aise aaropiyon ko bich chorahe me or press walon ke samne goli mari jaye....isse unka kuch to hosla kam hoga ....paar yahan to kahani hi ulti hai ...wo din ba din apni takat badte ja rahe hian ...or humare desh me aatank ka naga naach khel rahe hain ....

kya aap meri is baat se sehmat hain ki unhe pakdne or saari jaankari lene ke baad goli maar deni chahiye ..........
dosto mujhe to yahi lagta hai ki humari sarakar se ye kadam nahi uthega jab tak ki hum unse aisa na karwayen........
humare neta to apni jeb bharne me busy rehte hain unhe kya parwah hai ki kaun mar raha hai or kaun kya kar raha hai .......unhe to bas ek topic mila hai election ke liye aur wo ise khatam kyon karenge .....
hume to sabse pehle apne desh ke under ke aatankiyon ko marna hai jab hum unhe hi nahi mita sakte to baahar se aaye aatanki ko kaise mitayenge .....aaye din aap news me sunte hoge ki aasam me itne javan saheed hue ye hua wo hua ....hum kyon un aatankiyon ko nahi mita rahe ........
humari sarkar chahti to ek badi force ko bhejke un sabko mitane ko kehti ..par wo aisa nahi chahte ,,,kyon?????????????????
hai koi jawab aapke paas .........
maine to apni kuch baaten aapke samne rakhin hain,,,,ab aapko aage sochna hai ...........
dosto ek naya raasta chuno is aazadi ke din ..........or in aatankiyon se nipatne ke liye jor do humari sarkar ko .....tab jaake inki aankhen khulengi .......
mita do un sabko jo humare is bharat desh ki surakha ke aage kaante hain ......kahtam kar do un sabko......
defence force join karke har saheed ka badla lo......
agar mujhe ye mauka kabhi mila to mai har saheed javan ka badla lunga ............
dikhado sabko ki bharat kisi se nahi darta ...hum ek hain or humesha ek rahenge ..........................
pakistan just wait i am coming to destroy you .....
jai hind
jai bharat